Saturday, May 17, 2014

When ...

When the mind is free, I am not.
When the heart is sad, I am part.

When the eyes are dry, the memories are not.
When the touch is lost, the feelings knock.

When there is no wrong, I am guilty.
When there is peace, I am at war.

When there is no happiness, I find reasons.
When there is no trust, I start believing.

When it rains, I don’t find it wet.
When there is fire, I feel no heat.

When I find reasons to be happy, I ignore.
When I am carefree, I am filled with hatred.

When the life is moving ahead, I am going back.
When I used to be in Heaven, It was the world to me.

When the words are lost, I search for meanings.
When the love is lost, I broke.

When I miss, I close my eyes.
And I keep them close.

Sunday, May 4, 2014

Aaj aur Kal ...

Insaan pyaar ka bhukha hai ya roti ka.

Apnapan kahin kho gaya hai ya phir matlabi ab manushya ho gaya hai.

Batt rahe hain mandir aur masjid ke naam pe ya phir sharab aur paison ke daam pe.

Koi ladd raha hai sapne dekh ke to koi ladd raha hai apno ko dekhke.

Kahin koi sapne dikha raha hai to dusri aur koi apni galtiyon ka hisaab chuka raha hai.

Udhar hosh mein behosh hote log to idhar jeet ke saaye mein madhosh hote log.

Kuch log gareebon ke zakhm kured rahe hain to kuch log puraane zakhmon pe namak chidak rahe hain.

Koi ruth raha hai, koi tut raha hai to kahin koi loot raha hai.



Iss baar sarkar kisi ki bhi aaye, ho sake to ek baar achchi aur sachchi sarkar aaye.